Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Ghumbad Dekh kar naat lyrics

Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh kar
Qaif tari hai Qalam per Sabz Gumbad Dekh kar

Hai muqad’darYa wari par Sabz Gumbad Dekh kar
Phir na kyoun Jhumay Sanagar Sabz Ghumbad Dekh kar

Masjid-e-Nabwi pe pohonche Marhaba Sale A’ala
Ho gia Jari Zuban per Sabz Gumbad Dekh kar

Aap se bas Aap hi ko mangta hai Ya Nabi
Aap ka Adna sanagar Sabz Gumbad Dekh kar

Aahaey ATTAR Tugh se itna be na ho saka
Jan kar de ta Nichawar Sabz Ghumbad Dekh kar

Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh kar
Qaif tari hai Qalam par Sabz Gumbad Dekh kar